Hindi, asked by armaangoraya5598, 8 months ago

A paragraph on tyohoro Ka desh

Answers

Answered by pari2621
0

Answer:

tyohar hamen takat dete Hain aane Wale kal ke liye. tohar na ho to hamare Jeevan mein koi ras nahin koi Anand hi nahin.aur aaj ke bhag Daud ke jamane mein agar tyohar na ho to yah pakka hai ki manushya Apne Parivar janon ko Apne sambandhi Ho ke sath samay to Bita hi nahin payega. tyohar Sanskriti hai hamara culture. tyohar ek jariya hai purani Katha Ko janne ka. aaj ke western culture ke chalte ine sab ka chalan kam ho raha hai.agar ham abhi nahin hue to ham apni purani itihaas ko jo hamen hamare purvajon se ham Tak pahunch pa Raha hai un sab Ko kho denge. jarurat hai apni Sanskriti ko janne ki sabhyata ki Apne andar Bhavna paida karne ki isiliye tyohar bahut hi mahatvpurn hai.

Similar questions