A particle moves along a straight line with an acceleration described by the equation a = 6t2 5, where a is in m/s2 and t is in seconds. At t= 1 sec, the particle is at a distance of 7 m and at t = 2 sec it is at a distance of 20 m. Determine the position of the particle when t = 4 sec.
Answers
Answered by
0
O Ri Chiraiya
Nanhi si chidiya
Angnaa mein phir aaja re
O Ri Chiraiya
Nanhi si chidiya
Angnaa mein phir aaja re
Andhiyara hai ghana aur lahu se sana
Kirno ke tinke ambar se chunn ke
Angna mein phir aaja re
Humne tujhpe hazaro sitam hain kiye
Humne tujhpe jahaan bhar ke zulm kiye
Humne socha nahi
Tu jo ud jaayegi
Ye zameen tere bin sooni reh jaayegi
Kiske dum pe sajega mera angna
O Ri Chiraiya, meri Chiraiya
Angnaa mein phir aaja re
Tere pankho mein saare sitare jadu
Teri chunar thanak satrangi bunu
Tere kaajal mein main kaali raina bharu
Teri mehandi mein main kacchi dhoop malu
Tere naino sajaa doon naya sapna
O Ri Chiraiya, meri Chiraiya
Angnaa mein phir aaja re
O Ri Chiraiya
Nanhi si chidiya
Angnaa mein phir aaja re
O Ri Chiraiya.
Similar questions