Aadhunik samaaj mai badti samvedanhinta
Answers
Answered by
0
Aadhunik Samaj mai badhti Samvedanhinta :
Ye baat satya hai ki aj hum chaand tak pahuch gye hai , lekin ye baat bhi utni hi sach hai ki hum logo ki samvedna aaj rasatl mai chali gyi hai . Kahne ko aaj sabke twitter aur facebook pe 500 se jayda frinds hai lekin agar kisi ko apne dosto k naam poocho to sayad hi koi 50 se jayda naam gina sakega. samaj ke hatal ye ho gye hai ki hum piye aur hamara bail pe le phir chahe kuaa jaaye bhaad mai . sawarth aur samvedanheenta logo ko ek alag hi disha mai leja rahi hai .aj koi bhi road par hue accidents mai koi bhi aage nhi aata madad ke liye . subah se dopahar ho jaati hai lashe yu hi road side padi rahti hai .kahne mai bura lagata hai lekin kadvi sachhyi ye hi hai . Aj koi payase ko paani nhi pilata hai , koi bhuke ko roti nhi deta hai . ye choti choti baate batati hai hum kaise ho gye hai . iss Technology ke jamane hum ek dure se baat krna bhool gye hai . aj kal ke yuva itne vicharheen ho gye hai ki agar 10 log saath baithe ho to kya aur kaise baat kre. kyu unko to sirf akal baat krna hi aata hia jo ki din bhar what's app au rfacebook pe sheekha hai . bhale hi poora sansaar hame jaanta ho lekin hum apne padosi tak ka naam nhi jaante . ye hi samvedanheenta hai .

Similar questions