Aaj ki yug ko machini yug mana jatha hai kyu
Answers
Answered by
1
aaj ke yug ko mashini yug mana gya kyu ki aaj kal aadhe se adhuik jeevan k kary kewal machino dawara kiye jaate hai . phir chaaye ghar mai aata peesna ho yaa office mai kisi pege kai print krna ho. ye mashine manav jiwan ko aasan aur saral banati hai. pahle ke yug mai sab kaam haath se hota tha phir chaaye wo kheti krna ho ya ek jagah se dusru jagah jaana ho. mehnat lagti thi aur manav kaafi thaka hua rahata tha . abhi sab kuch aadunik ho ggya hai .aaj ek mashin 10 aur yu kahe k 100 aadmiyo jaitn akaam krti hai to bhi galat nhi hai. iss machini yug ke bahut fayade hai jaise jivan saral hua hai aur aadmi ki aayu bhi badhhi hai lekin manav ab sram krna bhool gya hai . sampporn jivan machino par aadharit ho gya aur admi ki khud ki karya kushlata kam ho gyi hai. humaaj ke machini yug ka prayog iske haanikarak prabhwo ko dekhte hue hi manav jivan k kalayan k liya upyog krna chahiye.
Similar questions
Math,
8 months ago
Computer Science,
8 months ago
Computer Science,
8 months ago
Math,
1 year ago
History,
1 year ago
Science,
1 year ago