आज की वेब दुनिया के बारे में जानकारी दीजिए|
Answers
Answered by
0
hy
__
"Badhta web , badhta humara desh"
___________________________
ab humari duniya kaafi vikshit ho chuki h
hum kisi bhi kaam ko kam samay mein poora kar skte . ye sab aaj sambhav humare mahaan vegyaaniko ke wajah se hai !! unke awishkaaron ne aaj humari poori duniya ke taur - tarike ko badal daala !!
_______________________________
• aaj ki web duniya mein jse internet , computer , google , youtube, jse saadhan aa chuke hai jinse hum ghar baithe kisi bhi jaankaari ko praapt kar sakte hai
• hum kisi bhi jagah aur uske baaren mein jaankaari praapt kar skte hai
• duniya mein ho rhi khabro se bhi hum roobaroo rhte hai
• hum milo door reh rahe vekti se baat kr skte h , uski haalchaal jaan skte h , use jarrori khabre bejh sakte hai
• isne siksha ke daur mein bhi apni jagah bnaa li hai , kayi log online lectures ki apni videos daalte h ye un baccho ko madad krta h jinke pass kam paise hone ke kaaran acche college mein apna daakhila ni krwaa paate aur ye aur bhi baccho k lye madadgaar saabit hota h !!
______________________________
• badhte technology ko dekhkar
aane waalo samay mein hum andaaza bhi ni lga sakte ki humari duniya kaisi rahegi !!
sorry i m not habitual to type in hindi
I hope it helped !!
________________

Attachments:
Answered by
3
वेबदुनिया एक भारतीय समाचार जालस्थल है। यह हिन्दी के साथ-साथ दक्षिण भारतीय भाषाओं में भी उपलब्ध है जैसे - तमिल, मलयालम, तेलुगू | इसके अंतर्गत धर्म,ज्योतिष,राजनीति,साहित्य जगत, ऐतिहासिक,रहस्य, भौगोलिक,आयुर्वेदिक, खेल जगत , व्यवसाय जगत तथा अन्य अनेकानेक पहलुओं पर जानकारी प्राप्त होती है | वेब दुनिया के कारण हिंदी के जानकार एक बहुत बड़े तबक़े (जनसमुदाय) तथा तमिल तेलुगू एवं मलयालम भाषाओ के जानकारों को भी बहुत - से पहलुओं पर जानने एवं परखने का सुअवसर प्राप्त हुआ है |
Similar questions