Biology, asked by punitharam3097, 1 year ago

Aalengik janan dawara uttpan hui santantti ko clon kyu kaha jata hai?

Answers

Answered by samyakkothiya
1

Answer:

clone ka matlab hota hai Ek Jaise dikhne wale Sabhi prani Jaise humans Mein sexual reproduction Hota Hai but Hum Sabhi ki Shakal aapas mein nahi milti aur body mein bhi variation Hote Hain but bacteria mein aisa nahi hai woh sab Ek Saman hi dikhte hain aur hajaron ki sankhya Mein utpann Hote Hain isliye Unhe clone kehte hain

Similar questions