Hindi, asked by faizanrockon, 1 year ago

Aap apni deshbhakti kis tarah batoge? Ya apne desh ke liye kya karoge?

Answers

Answered by bhavyaskk
51
Seema par thinaath fouji hi desh prem ka parichay nahi dethe.Ham sabhi apne dinik kaaryon mein kisi na kisi roop mein desh prem prakat kar sakthe ;jise-saarvajanik sampaththi ko nuksan na pahunchana, paryavaran samrakshan,aadi.Mii vah har prayas karoonga jo mein kar saktha hoon. Jise ki paani ko vyarth na bahne dena, bijli ko ki thabaahi ko rokna, edhar-udhar gandagi na filne dena, plastic ke prayog ko rokna, desh vaasiyon ko desh aur samaj ka apmaan karne se rokna, aadi. Mii apne desh ke liye uuperyukth sabhi kam karoonga.

Answered by Anonymous
30
HAM APNI DESH BHAKTI  BAATNE KE LIYE SABSE PEHLE SABHI AAS PAAS KI PEDHO PAR DESH KA TIRNGE KA RANG KARVA DENGE JISSE SABHI APNE DESH KA TIRNGA DEKH SAHE
ROAD PAR SAHID LOGO KI MUURTIYA BAN VAYENGE JISSE SABHI FOREIGN LOG HAMARE DESH KE SAHIDO KO JAAN SAKE.
                                                                               PLZ MARK IT BEST
Similar questions