History, asked by Darsh1388, 7 months ago

आप अपने भोजन में किसे महत्त्व देते हैं-स्वाद या
गुण को या दोनों को? यदि दोनों को,तो संतुलित कैसे
करते है? पाँच-छः बिंदुओं में उत्तर दीजिए।​kindly reply

Answers

Answered by piyushkumar6croll33
3

Answer:

Bhai saab hum to स्वाद ko dete hn

Answered by SaanviMishra
3

Answer:

Ham apne bhojan me swad aur gun dono ko mahatwa dete hain qki agar swad na ho toh ham bhojan ke prati akarshit nhi hote aur swadist bhojan ko pawstik bhi hona chahiye.. Ham in dono ko santulit bhojan ko sahi tarah se banane se kar sakte hai.. bhojan ke swad k liye kitne pariman ke masale chahiye uska hame dhyan rakhna chahiye hame khana banane k liye saaf pani prayog karna chahiye...hame sabjiyon aur falo ko sahi tarike se dhona chahiye...aur hamesha pawstik guno wale fal aur sabjiyan khani chahiye..hame mans aur machhli bhi khani chahiye...jo hame shakti dete hain..doodh aur anaj bhi hamare bhojan me samil hone chahiye...

Explanation:

Hope it helps dear mark as brainliest please....(◍•ᴗ•◍)

Similar questions