Hindi, asked by swetakumari1388, 9 months ago

आप अपनी दिन चरया किस प्रकार यतीत कर रही हैं।

Answers

Answered by gousiya8101
1

Answer:

Dincharya

Explanation:

Is samay hum Apna dincharya kathinayi mai vyateet kar rahe hai kyuki itni khatarnak bimari ki wajah se hum bahar nahi jaa pa rahe aur kuch log bhookhe mar rahe hai

hum apna dincharya nimnlikhit tareekon se vyateet kar rahe hai

  • sabse pehle hum uthte hai
  • phir nahate hain
  • Phir hum naashta karte hain
  • kuch samay pashchaat hum padhai karte hain
  • phir kuch bachchon ko tution padhate hai.
  • dopahar ka khana khate hai.
  • thodi der tv dekhte hai
  • phir hum so jaate hain
  • aur phir kuch der khelte hai
  • phir padhai karte hain
  • Raat ka khana khate hain
  • kuch samay t.v dekhte hain
  • Phir raat mai so jate hain
Similar questions