Hindi, asked by mithvineet99, 11 months ago

आपने नववर्ष का प्रथम दिवस किस प्रकार व्यतीत किया ? एक अनुच्छेद द्वारा अपने विचार व्यक्त कीजिए ।

Answers

Answered by fk3143650
0

Answer:

Naya saal har kisi ke liye bhut khas hota h ar hm sb naye saal ka bhut bechaini se intezar kr rhe hote h. Naya saal har insaan ki zindagi me nayi ummed nai khushiyan ar naye naye achhe bure har tarah ke pal lata h. In sb ke beech naye saal ka phla din sbhi ke liye bhut khas hota h. Hm sb is din apne beete hue saal ki Sari baten chhor ke naye saal ke phle din ka aanand lete h. Is din hm sb alg alg taiyari krte h apne hisab se nye saal ke phle din ko celebrate krne ke liye. koi picnic pe jata h koi apne hi ghr pe Tarah Tarah ke swadisht vayanjan banata h. sb log ek dusre ko naye saal ki shubhkamna dete h.

Mera b nya saal kuch isi tarah bita hm sb new year pe apni family ke sth picnic pe gye jahan hmne khoob mastii ki. Hm sb ne milkr achche pakwan banaye ar khoob maze se khaya. Hm sb jhoole pe jhoole hmne pura Garden ghooma vahan tarah tarah ke rang birange phool the. Ar sbse badi baat ye naya saal hamre liye is liye bhut khas tha kyuki is din hamare Dada dadi sth the . Hmne is din bhut njoy kiya ar is tarah hamara naye saal ka pehla din bita.

Answered by wwwrajputram
0

Answer:

you can write this essay with following clues given

Attachments:
Similar questions