Hindi, asked by harshnaveen582, 8 months ago

Aapane Apna janmdin Manaya iska varnan diary Shaili Mein kijiye

Answers

Answered by deveshkumar9563
2

Explanation:

Apne janamdin par diary lekhan

Aaj mera janamdin tha. mai subhe utkar nahaakar naye kapade pehna. mere maata pita ka aashirwad lekar mai mandir gaya tha. mandir se lautne ke baad mai apna saas aur mere chacha ke gharaan ko jaakar unhe cake aur sweets diya.

Similar questions