Aapda prabadhan kya hai ?isase hone wale labh w mahatv samjhaiye.
Answers
Answered by
0
Aapda ke samay aapda se bachne ke liye kiye gaye upaay ko aapda prabhandan kehte hai. Iske mahatv aur laabh yeh hai ki is tarah ke aapdao se apne jaanmaal ki raksha hum prayas sab karte jis se logo me ekta aati hai. Aapda ka prabhandan karne se jivan, sampatti, sansadhan, aadi ki raksha hoti hai. Sarkar dwara bheje gaye sainik aapda ke samay vibhinn prakar se hamari sahayta karte. Yadi aapda ka prabhandan na kiya jaye to bhari jaanmaal ko kshti pahuchegi.
Similar questions