Hindi, asked by prabhkarprashant123, 1 year ago

Aapda prabandhan par nibandh in 200 words
Sanket bindu: 1. Prastavna
2. Doshi kaun
3. Sarkar ki zimmedari
4. Upsanhar.
No spam....i will Mark it as brainist if I am satisfied... It is necessary to use sanket bindu..no para. nibandh and no copying from Google..as I had already searched for it...

Answers

Answered by Anonymous
3

Aapda Prabandhan


Kuch mahine pehle hi Kerela main zabardast baarish hui thi fir baar aayi thi. Kitne hi logon ke ghar doob gyi,mazboot se mazboot sadakein pani main beh gyein.

Logon ko Rahat shiviron main rehna padaa.Itni barbadi nhi hoti yadi Sarkar sajag hoti.Aise bure halaton ke liye Sarkar hi zimmedar hai.Jahan samudra,aur pahad hote hain wahan kabhi bhhi sunami ya bhoosankallan ho sakta hai.Ab samay aa gya hai ki hum aapda prabandhan ke vishya main sochein aur sarkar her Pradesh main aapda prabandhan adhikariyonn ki niyuktti kare.Videshon main bhi akser baar,toofan,sunami jaisi dikkatein aayi rehti hain per wahan acha aapda prabandhan hota hai isiliye log jaldi hi

is tarah ki pareshayon se ubhar jaate hain.Humein bhi in sabhi halaton ke liye hamesha taiyaar rehna chahiye.




padma1303: I want it in hindi
Similar questions