Hindi, asked by prasanta051980, 10 months ago

aapke Kshetra Mein yatayat ki samasya ke liye Parivahan Vibhag ko Patra likhiye​

Answers

Answered by aadityanshshukla09
1

Answer:

hamne aur poori society ne milkar yatayat sambandhit samasyon ko lekar kai baar patra lkkha hai aur sambandhit adhikari ko avgat karaya hai magar koi bhi kuch karne ko taiyaar nahi hai hum sab nagrikon ko bahut din pratidin samasyon ko samna karna padta hai hum sahi se sadak ke kinare chal nahi sakte bachche padh nahi sakte aur Jo bade budhe hain unhe dhue se bimariyan ho jati hain. Atah aap se nivedan hai ki aap mamle ki gambhirta ko samajhkar ispar jald jald sahi or thosh karvayi karenge.

Similar questions