CBSE BOARD X, asked by vikasamnesh796, 11 months ago

Aapki mammi ke papa ki patni ke bete ki bahan ka Bhai ki bhanji ke Nana ki patni ke pati ke bete aapke Kiya lage

Answers

Answered by as620661174
2

mammi ke papa mtlb nana unki patni ka mtlb nani unki bete ki bahan mtlb mausi unka bhai mtlb mama unki bhanji mtlb khud and unke nana ki patni yani nani unke pati ke bete mummy lagegi

Answered by Payelpati2003
0

Answer:

mama

Explanation:

mummy ke papa = nana

dadu ki patni = nani

dida ke bete = mama

mama ki bahan = mausi

mausi ki bhanji = bahan

bahan ke nana = nana

nana ki patni = nani

nani ke pati = nana

nana ke bete = mama

Similar questions