Hindi, asked by vansh1422, 7 months ago

aapko Apne Parivar ke sadasyon ke sath Kahi Dinon ke bad Samay batane ka avsar Mila Apne Anubhav ko vyakt karte hue Mitra ko Patra likhiye​

Answers

Answered by yaashvi13
1

Answer:

dinak- 27-4,2020 pata- 41/A,2nd floor, new delhi -110021 priya mitra sunita tum kaisi ho,aasha hai tum thik hi hogi, yaha sab shub mangal hai. tumhe ek baat batani hai ki main apne parivar ke sath kuch dino ke liye manali ja rahi hu waha par main bahut maje karungi, aasha hai ki tum bhi apne parivaar ke sath kahi bahar jao, uncle aur aunty ko mera namaste kehna aur apni Behan/bhai ko mera pyar dena tumhari priya mitra swarna

Similar questions