Hindi, asked by Angel291, 1 year ago

Aapne Ghrishmakalin avkash ka sudpayog Kis prakar Se kiya

Answers

Answered by abhijitgupta
0
ठीक प्रकार से कहा जाये तो इस मौसम में ज्यादातर पढने लिखने का मन नहीं करता ।तो अच्छा यही है की अपने को संतुलित बनाये रक्खे यानि की ब्रेक ले ले और घूम टहल ले और पढाई भी कुछ न कुछ जारी रखे क्योकि अगला सत्र आने में देर नहीं लगती।

abhijitgupta: mark as brainliest ans plzzzzzzzzzzz
Answered by Anonymous
0
Grishamkaleen avkaash shuru hone ka agle hi din main apni naani ke ghar chali gyi.Wahan sab mamere aur mausere bhai Behno ke saath khoob kheli.Khoob naye mall aur bazar dekhe.Sab rishedaaron se mili.Dus din baad ghaar aaye to mummy ne Drawing aur Sangeet ki classes shuru kara di.Ghar aake mummy ki kaam karne main madad kari.Dadi ke sang roz pakshiyon ko daana diya aur unke liye chat per paani rakha.Papa mummy ke sang her Sunday Mandir jaake gareeb bachon ko khaana,juice aur kitaab pencil diye.Aur haan in chuttiyon main hall main nayi pictures bhi dekhein.
Is tarah in chuttiyon main khoob masti bhi ki aur kuch ache kaam bhi kiye.
Similar questions