Hindi, asked by Anonymous, 1 year ago

आसन k अर्थ और परिभाषाएं btate hu a उनके प्रकार पर प्रकाश dalia....

sorry for the languge............
i want the answer long ang point wise...........

Answers

Answered by Study24
2
yogasan sharirik vyayam ka doosra naam hai .yogasan ke kayi fayede hain ÷
isse hamara shareer tandarust hota hai
hame bimariyon se door rakhra
aur hamare shareer ki saari kriyayon ka sanchalan accha rakhta hai
kuch pramukh yogasan hain ÷
1.Tadasana-yeh aasan height badane ke liye upyogi hota hai
2.Vrikshasana-is aasan se hamare haathon par khichaav padta aur hamara shareer flexible hota hai
3.Suryanamaskar-hamare shareer ke sabhi angon ka chalan sahi rakhta hai
4.Pranayam-pachankriya swasth rakhta hai aur hamare concentration ko badhata hai
5.Anulom Vilom-sannson ko control karne me madadgar hota hai aur hamare lungs ko swasth rakhta hai
etc.
if this answer was the best tag as brainliest
Similar questions