English, asked by Anonymous, 2 months ago

Aasmaan tera mera hua

Khwaab ki tarah dhuaan dhuaan

Aasmaan tera mera hua

Saans ki tarah ruaan ruaan


Ho jaaye jahaan tu jaaye

Paaye mujhe hi paaye

Saaye ye mere hain tujh mein samaaye


Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara

Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara [x2]


Tu jo mila toh yun hua

Ho gayi poori adhoori si duaa

Tu jo gaya, toh le gaya sang tere

Mere jeene ki har wajah


Ho jaaye jahaan tu jaaye

Paaye mujhe hi paaye

Saaye ye mere hain tujh mein samaaye


Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara

Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara [x2]


Tumpe miti tumse bani

Tumse hua hai haan khud pe yaqeen

Tu jo nahi to naa sahi

Main hoon yahaan toh tu hai yahin kahin


Ho jaaye jahaan tu jaaye

Paaye mujhe hi paaye

Saaye ye mere hain tujh mein samaaye


Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara

Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara [x2]


Answers

Answered by ajitpravinjagtap1
0

Answer:

Kaun bola mujhse naa ho payega?

Kaun bola, Kaun bola?

Apna Time Aayega!

Uth ja apni raakh se

Tu udd ja ab talaash mein

Parwaaz dekh parwaane ki

Aasmaan bhi sar uthayega

Aayega, apna time aayega

Mere jaisa shaana lala

Tujhe na mil paayega

Ye shabdo ka jwaala

Meri bediyan pighlaayega

Jitna tune boya hai

Tu utna hi toh khaayega

Aisa mera khwaab hai

Jo dar ko bhi sataayega

Zinda mera khwab

Ab kaise tu dafnayega

Ab hausle se jeene de

Ab khauf nahi hai seene mein

Har raaste ko cheerenge

Hum kaamyabi cheenenge

Sab kuch mila paseene se

Matlab bana ab jeene mein

Kyun?

Kyunki apna time aayega

Tu nanga hi toh aaya hai

Kya ghanta lekar jaayega

Apna time aayega

Apna time aayega

Apna time aayega

Tu nanga hi toh aaya hai

Kya ghanta lekar jaayega

Apna time aayega

Apna time aayega

Apna time aayega

Tu nanga hi toh aaya hai

Kya ghanta lekar…

Kisi ka haath nahi tha sar par

Yahan par aaya khudki mehnat se main

Jitni taakat kismat mein nahi

Utni rehmat mein hai

Phir bhi ladka sehmat nahi hai

Kyunki hairat nahi hai

Zaroorat yahan marzi ki aur zurrat ki hai

Taakat ki hai, aafat ki, himaakat ki, Ibadat ki

Adaalat yeh hai chaahat ki

Mohabbat ki, amaanat ki

Jeetne ki ab aadat ki

Yeh shohrat ki, ab laalach nahi hai

Tere bhai jaisa koi hard’ich nahi hai

Hard, hard, hard…

Iss harkat ne hi barkat di hai

Kyun?

Kyunki apna time aayega

Tu nanga hi toh aaya hai

Kya ghanta lekar jaayega

Apna time aayega

Apna time aayega

Apna time aayega

Tu nanga hi toh aaya hai

Kya ghanta lekar…

Apna time aayega!

Apna time aayega!

Apna time aayega!

Tu nanga hi toh aaya hai

Kal nanga hi toh aaya tha

Kya tu ghanta lekar jaayega

Apna time aayega!

Apna time aayega!

Apna time aayega na

Tu nanga hi toh jayega na…

Similar questions
Math, 2 months ago