आत्मकथा की दृष्टि से जूठन की विशेषता बताइए
Answers
आत्मकथा की दृष्टि से जूठन की विशेषता
Jhootan Mahan aur Sahasi dalit sahitya kaar Omprakash Valmiki ji davara likhi gayi ek marmik aur sachhi kriti hai jo dalito aur pariskrit samj ki vayatha haiu . Apne neji aur kade vratano aur anubhavo ke aadhaar par Omprakash ji davara likhi is rachna ki tareef BBC ne bhi ki hai .
Mukhya Visheshtaaye
1.Dalit ki majoori aur unche darjo ke pakspaat ko darsaati hai .
2.Samajik kutiltaao , yaatnao aur bhedbhav ko bakhoobi bayaan krti hai ye aatmakatha .
3.garibi aru varan jaati ke aadhaar hui har peeda ko sabdho se jindaa kiya hai lekhak ne .
4.Niman varg ki takeefo se ubar kar savaym ko sidhha krne ki yaarta hai ye aatma katha .
5.Samaj aur mohaale ki har mansik aur saaririk gandgi ko ugaagar krti hai ye aatma katha .
6.Sadhar sabdo se jhoot par waar krti ye sachaayi ye jhoothan amar hai aa bhi .