Hindi, asked by adrilavitham, 1 year ago

आत्मकथा की दृष्टि से जूठन की विशेषता बताइए

Answers

Answered by monu7bishnoi
0

Jhootan Mahan aur Sahasi dalit sahitya kaar Omprakash Valmiki ji davara likhi gayi ek marmik aur sachhi kriti hai jo dalito aur pariskrit samj ki vayatha  haiu . Apne neji aur kade vratano aur anubhavo ke aadhaar par Omprakash ji davara likhi is rachna ki tareef BBC ne bhi ki hai .

Mukhya  Visheshtaaye

 

1.Dalit ki majoori aur unche darjo ke pakspaat ko darsaati hai .

2.Samajik  kutiltaao , yaatnao aur bhedbhav ko bakhoobi bayaan krti hai  ye aatmakatha .

3.garibi aru varan jaati ke aadhaar hui har peeda ko sabdho se jindaa kiya hai lekhak ne .

4.Niman varg ki takeefo se ubar kar savaym ko sidhha krne ki yaarta hai ye aatma katha .

5.Samaj aur mohaale ki har  mansik aur saaririk gandgi ko ugaagar krti hai ye aatma katha .

6.Sadhar  sabdo se  jhoot par waar krti ye sachaayi ye jhoothan amar hai aa bhi .

 

Similar questions