Hindi, asked by strawberry1234, 1 year ago

आत्मकथा की दृष्टि से 'जूठन' की विशेषताएँ बताइए

Answers

Answered by monu7bishnoi
1

आत्मकथा की दृष्टि से जूठन की विशेषता

Jhootan Mahan aur Sahasi dalit sahitya kaar Omprakash Valmiki ji davara likhi gayi ek marmik aur sachhi kriti hai jo dalito aur pariskrit samj ki vayatha  haiu . Apne neji aur kade vratano aur anubhavo ke aadhaar par Omprakash ji davara likhi is rachna ki tareef BBC ne bhi ki hai .

Mukhya  Visheshtaaye

 

1.Dalit ki majoori aur unche darjo ke pakspaat ko darsaati hai .

2.Samajik  kutiltaao , yaatnao aur bhedbhav ko bakhoobi bayaan krti hai  ye aatmakatha .

3.garibi aur varan jaati ke aadhaar hui har peeda ko sabdho se jindaa kiya hai lekhak ne .

4.Niman varg ki takeefo se ubar kar savaym ko sidhha krne ki yaarta hai ye aatma katha .

5.Samaj aur mohalle ki har  mansik aur saaririk gandgi ko ujaagar krti hai ye aatma katha .

6.Sadharan  sabdo se  jhoot par waar krti ye sachaayi ye jhoothan amar hai aa bhi .

 

Similar questions