आधुनिक राज्यों में प्रत्यक्ष लोकतंत्र क्यों असंभव है?
Answers
Answered by
3
Partyakah loktar wanha sambhaw ho pata hai jis rastr rajya ki population kam ho or janta puran room se educated or apne adhikar or kartwaya ka niryan sahi dhan se le ske wanaha direct democrcy ek achha vikalp hai ..bade population wale desh me population jyada hone or under devolping hone ki wajah se eduction ka star kam hai esliye yanhi abhi partyaksh loktar abhi puri tarike se sambhav nahi hai …lekin eski shuruaat mani ja skti hai india jese deshon me janha par elected vaykti ko wapis htaya ja skta hai uske liye panchayti raj or nagar palika me eski shuruaat ho gyi hai …kuchh sal bad me direct democarcy ki tarf or kadam badhaya jayega
Similar questions