Hindi, asked by harleenk9143, 1 year ago

Aatmakatha ot tree in hindi language

Answers

Answered by nehajaglan
0
main paed hoon ,duniya ko sunder banane waala . meri chaya ke neeche tum aaram karte ho ,main tumhe fal deta hoota hoon ,tum mere neche jaanvaron ko bandhte ho aur khelte ho.
tumhe saanse mere kaaran hi milti hain .
main hi prithvi ki sundrta hoon aur main hi vinash .yadi main no ho to baarish na hogi hava nahi hogi . har taraf sookha hoga ya phir bhaad aa jayegi .
mujh se bada koi dani nahi hai jo is pure vishva ko bina kuch liye itna kuch deta hoon .
phir bhi murakh manushya mujhe kaat rahahai,vo bhi chand paiso ke liye ,zameen ke liye .

kyon
akhir kyon,
manushya nahi samajhta ki mujhme bhi jaan hai .



(️️️️️️️️️)()


it's best answer and correct also. I'm sure please mark it as brainlist.

don't forget to thank me also.
Similar questions