aaya samaj ke 10 niyam please answer fast.
Answers
Answered by
2
1) sb styavidya aur Jo pdarth vidya se Jana Janata h unka aadi muul parmeshvar h.
2) ishwar sachhidanandswaroop , nirakar, sarvshaktiman, nyaykaari, dyalu, ajanma, anant , nirvikar, anaadi, anupam, sarvadhar, ajar, amar, abhay,nitya, pavitra aur srashtikarta h , usiki upasna krni yougya h .
3) ved sb satyavidyao ka pustak h.ved ka padhna-padhana aur sunna - sunana sb aaryo ka paramdharm h .
4) satyo ko grehdh krne aur asatya ke choddne me sarvada udhhit rhna chahiye.
5) sb kam dharamanusar athart satya aur asatya ko vichar krke krne chahiye.
6) sansaar ka upkar kRNA iss smaaj ka mukhya udhheshya h- athart sharirik, aatmic and smajik unnati krna .
7) sbse pritipurvak dharmanusar ythayogya vartna chahiye.
8) avidya ka naash aur vista ki vridhhi krni chahiye.
9) pretiek ko apni hi unnati me santusht nhi rhna chahiye , kintu sbki unnati me apni unnati smjhni chahiye.
10) sb manushyo ko smaajik sarvhitkari niyam paalne me partantra rhna chahiye and pretiek hitkaari niyam me sb swatantra rhe.

gardenrose124:
Thanks a lot
Similar questions