Hindi, asked by 89anushka90, 2 months ago

अभ्यास
1. नीचे दिए प्रश्नों के उत्तर दीजिए।
(क) भाषा किसे कहते हैं?
(ख) मौखिक एवं लिखित भाषा में क्या अंतर है?
(ग) व्याकरण किसे कहते हैं?
(घ) लिपि किसे कहते हैं? किन्हीं चार भाषाओं की ।
2. सही शब्दों द्वारा वाक्यों को पूरा कीजिए।​

Answers

Answered by singhaditri
0

Explanation:

1- manav man ke bhavo or vicharo ko bolkar ya likhkar prakat karne ke sadan ko bhasa kehte h

2- maukhik bhasa ko bolkar kar prakat kiya jata . likhit bhasa ko likh kar prakat kiya jata h

3- jis shastra se kisi bhasa ke sudh bolne or likhne ke niyamo ka bodh hota h ,use vyakaran kahte h

4- dhvaniyo ko likhne ke liye jin chnho ka prayog kiya jata h , unhe lipi kehte h

sanskrit - devnagri

urdu - farsi

jarman- roman

panjab - gurmukhi

hope it is helpful for you✌✌

mark me as h brainlist plz✌

Similar questions