About desh bhakti 5 sentence
Answers
Answer:
Explanation:
1= bharat ek mahan desh hai jahan per kai prakar ke log niwaas karte hain.
aur na jaane kitne dharmo ke log niwaas karte hai . sabhi mitrtapoorwak rahte hain.
2= deshbhakti ek sarwashrestha gud hai sanskrit ukti me kaha gaya hai ki maa aur marta boomi to swarg se bhi mahan hain.
3= doosre logo ke baare me anumaan lagate samay deshbhakti hame avivekpurna pakshapati aur anudar bana deti hai.
4= ek lekhak ne ek baar kaha tha ki '' jahan deshbhakti saamoohik uttardayitva ki ek sajeev bhavna hai wahan rashtrawaad us moorkh murge ke saman hai jo apne hi ghoore per baith kar kilkarata rahta hai.
5= deshbhakti ka tatparya apne desh ke saath prem karna hai.yeh manav ke hraday me jalne wali ishwariya jawal hai jo apni janmabhoomi ko anya sabhi se adhik pyar karne ki shiksha deti hai.
i hope that my answer is right....