Hindi, asked by jenne, 1 year ago

about sports in hindi language?

Answers

Answered by honeysweety
4
Khel humare jivan mai ahem aevam mahatvpurna bhumika nibha ta hai. Khel ka arth sirf kudna ya daudna nahi hota balki anya tarah ke khelo se hota. Khel se humare dimag ka sararik aevam mansik vikas hota hai. Khel doo prakar ke hote hai 1. Indoor -voh khel jo gharo ke andar khele jate hai .jaise chess ludo aadi 2.outdoor - voh khel jo ghar ke bahar khele jate hai .jaise- badminton race addi aajkal khelo ka mahatv badal chuka hai aaj duniya apne mobile phone par hi khelkhelte hai. Hume khel khelte rahana chaiya
Similar questions