Account Kya hai aur kitne prakar ke hotel hai
Answers
Answered by
0
Answer: Accounts daily transactions ko record karne ki process hoti hai or Accounts three types ke hote hai.
Explanation: Accounts mai business ke daily transactions jo paise se related hain record kiye jate hain Accounts isliye banaye jate hain kyunke business har din bht sare transactions karta hai or ye hamare liye possible nahi hai ke ham har transaction ko yaad rakh saken isliye accounts banaye jate hain, ye transactions agar future mai hame zarorat padi to bht useful ho sakte hain.
Accounts three types ke hote hain:
1) Real Account
2)Nominal Account
3)Personal Account
Similar questions