Hindi, asked by utkarsh3347, 11 months ago

agar aap samaj sevak Hote To aap kya karte hai 5 Vakya likhiye

Answers

Answered by pritipratikshya10
2

Agar main samaj sevak hoti to

1.main logon ke sukh subhida ke anusar kaam karti.

2.kathinayi me fase logon ki madad karti

3.garibo ke ghane aur rehne ka bandobast karti

4.hamare desh ke prateeko aur mandiro ki maramatt karwati

5.gareeb bacho ko padhne mein madad karti aur dhyan deti ki wo vidyalaya jaate hain ya nahin

Similar questions