Hindi, asked by EhlamKhan, 1 year ago

agar suraj nahi hota essay

Answers

Answered by Afjal1
1
agar suraj nahi hota to hum sabhi log mar jate. kyuki sun humein aur plants dono ko apni roshni (ray) deta hai.uske roshni se humein vitamin D milta hai aur plant USS roshni se photosynthesis karta hai jiss se wah food banata hai aur hum khate hai.yadi food humein na mile to hum ultimately mar jayenge.kyuki food humein energy deta hai aur hum bina energy ke koi kaam nahi kar sakte.ye hui pahle baat but yadi suraj ki kiran(ray) plants ko na mile to wah transfer of gas (CO2 and O2) bhi nahi kar payega jiske karan (reason) hum waise bhi marr jayenge.

yadi suraj na ho to hum 30 second bhi nahi jee sakte
Similar questions