अगर आप किसी समाज के नेता है तो आप कैसे समाज की कल्पना करते है , और वर्तमान समाज की सथिति में क्या बदलाव लाना चाहते है।पांच बिंदुओं में लिखिए।
Answers
Answered by
5
Agar Main Kisi Samaj ka Neta Hota toh Mein garibo ko Daan karta aur Sab Ko Pedh Laga Ne ki Salah deta Sab Ko Pyar se rehne ki Salah deta
Aana10:
thanks for the answer!!
Answered by
6
agar mein kisi samaaj ki neta hoti to mein usme nimnlikhit parivartan Lana chahti:-
• Garibi hatana
mein ek esa samajh chahati jisme har vyakti apni jaroorat poori kr sake aur ek achhi zindagi ji sake. jaha har vyakti apni har jaroorat ko pura kr sake aur uske liye kisi aur par nirbhar na rahe.
• bhrashtachar hatana
ek easa samaj jaha har koi ek doosare ki madad poore man Se kare. sab lalach Se nahi Balki pure sarpan se ek doosare ki sahayata Kare. Jo galat hai vo galat aur sahi hai vah sahi rahna chahiye.S ab log imsndari Se apna Kam kare. jaisa ham sabne dekha hi hoga ki kabhi kabhi Jo sahi hota hai use nyay nahi mil pata hai. to samaj me aisa nahi hona chahiye.
• Ekta
jaha sab log har samay ek doosare ki sahayata Ke liye tayar rahe aur hamesha mil Jul kar, bhachare Se rahe.
• Desh prem
jaha log apne desh ke liye kuchh bhi karne ko tyar ho. Sima pe kade Seniko ko agar kisi bhi chees aavashyakta ho to hamesha unki sahayata Ke liye tayar rahe.
• shuth vatavarn.
jaha vatavarn shuth ho, har taraf hariyali aur khushali ho. Koi Beemar na ho aur sab sukhi rahe.
hope it helps......

Similar questions