Hindi, asked by Ambady748, 5 months ago

अहमदनगर का किला भारत के प्राचीन किलों में
से एक है यह किला लता की ा के लिए बताया
Jयाच्या (अब मुगलो न इस पर आक्रमण किया तो
उस समय चोय वीवी शासम करही थी-चाँद
बीवी ने मुगलो का डटकर सममा क्रिया (माल इस
किले को तोड़कर वंडहर बना देना चाहते थे।
इस किले में अनेक प्रसिद्ध व्यक्तियों
को रफतार करके रखा गया था। इसमें प्रमुध
ot सरदार पटेल, सुभाषचंद्र बोस नेहरू अबुल
कलाम आजाद इत्यादि मेहरू ने पट्टी बंदी हकर
भारत की खोय नामक प्रसिद्ध पुस्तक की रचना की
पनि इस पुस्तक के माध्यम से बच्चों को मारस
की ऐतिहासिक पृष्ठमि के विषय मेगान होता है इसके
मायाम से देश की संस्कृत भाषा का मुख्य परिचय
मिल पाता है। भारत के आजाद होन से पूर्व भाई
भारतीय आंदोलमकारी और क्रानिकारियों के कारनामो की
वन मिलता है
1)अहमदनगार किले का निमीण क्यो करवाया गया था
(2) मुगालो द्वारा किले पर आक्रमण का उव-देश्य या 22
Bकिल्ले में कौन-कॉन प्रसिद्ध व्यकित शरफ्नार करके से JIO *ओं
4) भरतभारत की बोलकी रचना किसने की? इसकी उपयोगिता है
5) भारत की खो पुनक को आप बच्यो के लिए कितना उपयो
समझते हैं और कयों
5)चाँद बीबी कान भी उसका उल्लेव क्यों हुआ है?​

Answers

Answered by anchalrana20
0

Answer:

1) 15th or 16th Shatabdi mein Ahmad Nizam Shah Ne is kile ka Nirman karaya tha Bharat Chhodo Aandolan Mein is kile Mein Koi Nami girami netaon ko Bandi Banakar Rakha gaya tha.

2) muglo dwara is kile per Aakraman kiye jaane ka uddeshy tha ki vah is kile ko Barbad kar kar khandhar ke roop Mein Badal De .

3) is kile Mein Bahut Si prasiddh hastiyan Jaise Abul Kalam Azad Chacha Nehru aur aur aur Sardar Patel aur Subhash Chandra BOS ko Rakha tha .

4) Bharat Ki Khoj Namak Pustak ki Rachna Pani Ne ki ismein usne Sanskrit Bhasha ka upyog Kiya aur sabhi ko Apne a Itihaas ke bare mein bataya .

5) is Pustak ke Madhyam se bacchon ko Apne a etihasik yoddhaon ke bare mein Pata Chala aur unhone ismein Sanskrit Bhasha ko bhi Jana aur usko mahatva Diya aur unhen apne krantikariyon ke karnama ka abhi varnan Mila .

6) is paath Mein Chand Bibi Ka ullekh Kis Liye Kiya Gaya Hai Jab mugalon Ne Ahmednagar kile per Aakraman Kiya To Chand bhi use Samay shasak Thi Aur unhone is kile ki Raksha ke liye Unka Muqabla Kiya aur apni choti ka Jor Laga Diya ...

Similar questions