Math, asked by crazysurya9, 6 months ago

ak container me 100 liter phenyl aur pani ka mishran hai, fenile aur pani ka ratio2:3 hai, ab usmein Kitna litre Pani milaya jaega ki phenile aur pani ka ratio 4:1 hoga​

Answers

Answered by vaishaleeankita
0

Answer:

js dsdvkdgddcreoss vdo 9dd UFO

Answered by amitsnh
0

Answer:

100 litre mishran me phenyl and water is in ratio of 2:3

phenyl quantity = 2/5*100

= 40 litre

water quantity = 3/5*100

= 60 litre

ab dhyan dene wali baat yah hai ki agar mishran me aur pani milayenge to pani ki matra badhegi to phenyl aur pani ka ratio kabhi bhi 4:1 nahi hoga. ya to phenyl milana hoga ya phenyl aur pani ka ratio 1:4 hoga. ab pata nahi sahi question kya hai...dono karke dekhte hai

case 1

mana ki ab x litre pani mila diya

pani ki quantity = 60+x

phenyl : water = 1:4

40/(60+x) = 1/4

60+x = 160

x = 160-60

x = 100 litre

case 2.

mana ki x litre phenyl mila diya

phenyl quantity = 40+x

phenyl:water = 4:1

40+x / 60 = 4/1

40+x = 240

x = 240-40

x = 200 litre

dono me se ek to sahi hona chahiye.

Similar questions