अकेले रहने का भी एक अलग सूकून है
ना किसी की वापस आने की उम्मीद
ना किसी के छोड़ कर जाने का डर
Answers
Answered by
1
Explanation:
ha sahi kaha apna akal rahna ka maga hi alag ha
Answered by
0
as question is not specified I am expressing own views
Uparyukt pankti mai akele rehne ki baaf ki hai akele rehne se ek sukun milne ki baat ki hai . vo islea kyoki koi bhi cheez sthai nahi hai jab dard hota hai toh kese ke sahre ki umeed hoti hai per koi nahi aata jisse hum ander se mazboot bante hai tatha duniya ki jalak si milte hai aur isse koi na hone par kisike jaane ka dar nahi rehta insaan jab bhi kes si se milta hai toh apna pan sa judd jaya hai aur uske bichadne se dard ya dukh hota hai jo akelepan se nahi hota. per yeh sahi nahi kyoki kya karega manushya akele kaamyabi ke shikhar per chad ke jab uske alava vaha koi ho he nahi!
Similar questions