अक्षरों के महत्व के साथ ही मनुष्य के जीवन में गीत नृत्य और खेलों का भी मेहता का कक्षा में समूह में बातचीत करके इनके महत्व के बारे में जानकारी इकट्ठा करो और कक्षा में प्रस्तुत करो
Answers
Answered by
18
Answer:
Jeevan main geet,nritya aur khelon ka mehetva
Explanation:
Manushyon ke Jeevan main aanewali her cheez ka alag mehetva hota hai.
Kuch cheezein jaise Vidya bohot zaroori hai kyunki vidyawaan vyakti Ko her koi poochta hai.Jo vyakti zyada padha likha nhi ho usse koi khaas kaam nhi milta aur poori zindagi Sangharsh se Bitani padti
hai.
Lekin aaj ke samay main yadi Aap padhayi main kamzor hain Magar nritya Kala,Sangeet aur khelon main aapki dilchaspi hai toh hum apni Kala ke sthretra main aage bash sakte hai
Isiliye Abhi bhavan n Ko is baat ke liye pareshaan nhi hona chahiye ki unka baccha padh nhi Raha.
Balki unhe Apne bacche Ko koi Kala sikhaker aage badhana chahiye
Similar questions