History, asked by Rangar477, 1 year ago

अकबर ने दीवाने अशरफ कब नियुक्त किया था

Answers

Answered by muskan200360
2

Answer:

Hey mate answer of your question is given below by me....

Explanation:

Raja todarmal Ek Yoddha ek yug prashasak aur ek Anukarneey vitta Mantri the Akbar ke Darbar ke navratn mein se ek the unhone Ek utkrisht Bhumi rajasv Pranali ki shuruaat ki thi 1582 Mein Samrat Ne unko Deewane Ashraf ki padvi se nawaza tha Uttar Pradesh ke Khatri Parivar Mein Unka Janm laharpur mein hua tha mrityu 8November 1589 Lahore Pakistan mein hua tha unhone Akbar ke Darbar Mein Ek Munshi ke roop Mein Seva ki Akbar Unki Prashasnik kshamta se prabhavit The Aur unhone todarmal Ko Wazir ki upadhi pradan Kiya Vitt Mantri ke roop Mein unhone purv rajasv sangrah Aur mulyankan vyavasthit prakriya Mein Badal Diya

I hope it can help u..

Please mark as brainlist...

Please....Please...

Similar questions