Hindi, asked by Akira66, 1 year ago

Akarmak kriya aur sakarmak kriya me kya difference h?


jii: hindi A aur hindi B

Answers

Answered by swastidas
11
akarmak kriya me "karm" nhi hote.
ex. ram khaa rha h. isme koi karm nhi hai. arthat yadi hum sawaal kare ki Ram kya khaa rha h toh hume koi Jawab nhi mil skta kyuki is wakya me karm h hi nhi.
wahi doosri or.. sakarmak kriya me karm hota h.
ex. Ram fal khaa rha h. yaha "fal" karm h. yadi hum sawal kare ki ram kya kha rha h toh Hume jawab milega ki "ram fal kha rha h "


ummeed h ki yeh aapko samjh aaya hoga..
yadi yeh apke kaam Aaye toh brainliest mark krna naa bhoolen.

dhanyawaad.

Akira66: Thank you so much ! It helps me a lot.
swastidas: my pleasure
jii: plzz tell hindi A or b
swastidas: this is course A
Answered by crystaldesuza
6
अकर्मक क्रिया - जिस वाक्य में कोई भी कर्म न हो ,उससे अकर्मक क्रिया कहते है।
सकर्मक क्रिया - जिस क्रिया का पूर्ण बोध करने के लिए कर्ता के अतिरिक्त अन्य संज्ञा की आवश्यकता पड़ती है ,उसे सकर्मक क्रिया कहते है
Similar questions