Hindi, asked by krishsain, 9 months ago

Akash par 10 muhavare ke Arth aur Vakya​

Answers

Answered by satyamsharma145
23

मुहावरा मुहावरा अर्थ

आकाश छूना

(Aakash Chhuna) बहुत ऊँचा होना; बहुत उन्नति कर लेना।

आकाश पाताल एक करना

(Aakash Paatal Ek Karna) भरसक प्रयास करना।

आकाश से बातें करना

(Aakash Se Baten Karna) बहुत ऊँचा होना।

आसमान के तारे तोड़ना

(Aasman Ke Tare Todna) असंभव काम करना।

आसमान पर चढ़ाना

(Aasman Par Chadana) किसी की बहुत प्रशंसा कर अभिमानी बनाना।

आसमान पर चढ़ना

(Aasman Par Chadna) स्वयं को बहुत ऊँचा या बड़ा समझना।

आसमान से बात करना

(Aasman Se Baat Karna) बहुत अधिक ऊँचा होना।

आकाश के तारे तोड़ लाना

(Akash Ke Tare Tod Lana) बहुत ही कठिन काम कर दिखाना।

बादल में थिगली लगाना

(Badal Mein Thigli Lagana) बहुत मुश्किल काम करना।

Answered by PoojaBurra
18
  • (1) Aakash chhuna - Bahut unnati kar lena

Vakya - Smita ne naukri kar k aakash chhu liya.

  • (2) Badal me thigli lagana - bahut mushkil kaam karna

Vakya - Ramesh ne raste se bdha sa patthar utha k raste me thigli laga di.

  • (3) Aakash k tare tod lana - bahut hi kathin kaam kar dikhana

Vakya - Rama ne first division se paas hoke aakash k tare todne jaisa kaam kar diya.

  • (4) Aasman par chadhana - kisi ki bahut prashansa kar abhimani banana

Vakya - Shyam ne Ram ko aasman par chadhaya.

  • (5) Aasman par chadhna - svayam ko bahut uncha ya badha samajhna

Vakya - Sita ne khud ko aasman par chadha rakha hai.

  • (6) Aakash patal ek karna - bahut prayas karna

Vakya - Shyama ne class me first aane k liye aakash patal ek kar diya.

  • (7) Aakash se bate karna - bahut uncha hona

Vakya - Jai ne car kya li ki wo to aakash se bate hi karne laga.

  • (8) Aasman k tare todna - asambhav kaam karna

Vakya - Harish ne naukri pa ke aasman k tare tod ke dikhaye.

Similar questions