Economy, asked by tahir73, 11 months ago

amaal mein kholoos neat ki ahmiat par paragraph

Attachments:

Answers

Answered by kishankumar81
1
main shamajh Nahi paya
Answered by zxcbnm
1
**Innumul Aamulu binniyyat**
mutlb hur aml ki juza niyyet k bina pr milnay wali hai.Agar duniya k loogoon ko razi krnay k liyay koi kaam kraingay to aakhirut main Allah yeh kahay ga ki tum nay aml is nyyet say kee thee ki logon main naaam ho jayay logon nay to woh sub kaya ab tumaharay liyay koi b ajur nahi.
aur jb tum duniya k logon k liyay bhalayi krogay aksur yeh hota hai ki bhulayi ka budla burayi say milta hai phir insan ka dil toot jata hai ki bhalayi kee hi kyoon thee.
is liyay jb tum hur bhalayi allah ko razi krnay ki neyyet say krogay to khushi b zyda milaygee aur aakhirut main b budla zaroor milayga

zxcbnm: juzakullah
Similar questions