An essay on 'jivan me guru ka mahatva' [jaldi please........]
Answers
Answered by
1
jaise ki sanskrit me kaha jata hai -
Gururbrahma guru vishnu guru devo maheshwarah guru sakshat parbrahm tasmai shri gurve namah
hamare jivan me guru ka mahatv anant
sadharan hai . hamare pehle guru hote hai hamare maa baap jo hamara jivan bhar saath dete hai. hamare school teacher s jo hame padhna likha sikha te hai. jiske jivan me guru nahi uska jivan vyarth hai .
hamare bhartiy sanskruti me guru ko ek aisa .vyakti mana gaya hai jo hamari jindagi ke har mod pe madat karta hai.
hamare desh me guru ke prati hamara adar samrpit karane ke liye guru paurnima manati jaati hai.
manushya jab janam leta hai tab vo mitti ke gole jaisa hota hai. vo bada hote hote maa baap , teachers uspe acche sanskar karate hai aur vo jivan me yashasvi hota hai.

divya992:
hi
Similar questions
English,
8 months ago
Chemistry,
8 months ago
English,
8 months ago
Social Sciences,
1 year ago
English,
1 year ago