an explanation of 60 words on -"Rang"...its urgent reply fast...............
Answers
Answered by
1
rang means color and it is used in holi and sometimes in kolams. whatever we wear and the color of the dress is called rang. this much i can explain......
Answered by
3
Rang ek aise cheez hai jo hmare chaaron oor hai.Rango se hi duniya pyaari lagti hai.Agar rang na ho to duniya khoobsurat na rahe.Yhi rango ko dekhne ke liye hmaara aankhen hain.Har cheez main rang hai . Phoolon meiN, Peron [ trees] mein har cheez main.Rang hi har cheez ko uski ek pehchan dete hain.Rangon ka ista mahatva hai k holi ko rangon ke tyohaar ke taur pe manaya jaata hai.Yeh duniya rango se bni thi aur rango se hi bani rhagi.
Similar questions