Hindi, asked by aliza30, 5 months ago

अनुच्छेद "अनुशासन का महत्व" पर

Answers

Answered by vinaychaurasiya6780
4

Answer:

Anusasan se har kaam aasan ho jata hai. Ye manushya ke liye bhout labhdayak hai. Agar ham anusasan me rhe to har kaam sabaw hai. Anusasan aek matra chij hai jisse bigde hue insaan bhi shi ho jaate hai. Anusasan me rhne se koi bhi kaam bigde ga nhi aur sab aasan ho jata hai. Ha par thoda kthin hai anusasan ka palan karna par aek baar iski aadat lag jaye to aasan ho jata hai Anusasan ka palan sab jagah hota hai school, collage, office har jagah, to ham agar anusasan ka palan krte hai to sab chij thik rha ta agar nhi to khrab ho jata hai. Isliye hame bhi anusasan ka palan karna chaiye.

Similar questions