Hindi, asked by kanu13, 1 year ago

अनुच्छेद लेखन (स्वच्छता का महत्व) 60 से 70 शब्दो मे।

Answers

Answered by Pikloo
4
swacchata hamare jivan ka ek pradhan mahattwa rakhta hai. hamara karyakram hamare mann ke upar nirvar karta hai.agar ham swacch rahenge toh hamara desh bhi swacch rahega. Duniya ke sabhi rashtra swacch mana ja chuka hai par hamara bharat abhi tak puri tarah se swacch nahin hai. Isliye Hamare desh ke pradhan mantri narendra modiji swacch bharat abhijaan shuru kiye hain jisse hamara shahar, gaon, aur hamara desh swacch ho sake parantu sirf ek jan ki abhijaan se hamara desh swacch nahin ho sakta isliya ham sabhi ko shapath lena chahiya ki naa ham hamare desh ko ganda karenge naa ganda hone denge.

I HOPE IT HELPS....


kanu13: thanks
kanu13: it will help
Similar questions