Hindi, asked by shalinichhabra98154, 8 months ago

अनुछेदः विज्ञान के बढ़ते चरण​

Answers

Answered by geetadahiya307
5

Answer:

vigyan aajkal labh or hani dono bn gya h

bdhte hue smay ke sath ye vardan bhi or abhishaph dono bn gya h jiski vjh se aaj kal ke yuvao me vikas ki bhawna jyada jagruk ho rhi h jisse desh bhi vikashit ke kgar par din pritin njdik pahuch rha h

vigyan asal me ek aise sthiti peda kar rha h jo ki desh ke taraki ko bhi rok rha h

vigyan pdhayi me bhi kafi bcho ke lie dilchaspi peda kar rha h dusri or iska parkop kuch or hi h jaha pr bcche mobile vgarah ke dwara ulte kamo ki trf jyada dhyan dete hai or dusri or jurm bhi isse bhot jyada bdh gye h

hme is bat par bhi dhyan rakhna chaye ki vigyan hmari jrurato ko pura karne ke lie hi utpan hua h

hope this helpfull to u

Similar questions