अनपढ़ व्यक्ति समाज में एक तुच्छ प्राणी के समान है इस अभिशाप को कैसे दूर किया जा सकता है इस विषय पर एक सारगर्भित निबंध लिखिए |
Answers
Answer:
is Yug mein anpadh vyakti samaj Mein ek prani ke saman hai is abhishap ko dur Kiya ja sakta hai lekin bahut se log Hain Jo padhna na chahte Hain lekin agar koi is abhishap ko dur karna chahta hai tu sabse pahle hamen yah karna hoga ki vidyalayon mein muft padhaai yah kam kharche se padhaai karvani hogi tatha hamare pass jitne bhi purane kopykitab Hain unhen Garib bacchon ko baat dene chahie lekin bahut log ise kabari Mein bech kar paise kamate Hain lekin ek baat kisi Ko yad nahin rahti Shiksha kachra nahin hai Jahan use kabadi mein bechna hai yah to ek prakar ka Aashirwad hai jo hamen Bhagwan se Mila hai to ise kabhi bechna nahin chahie Jaise Bhagwan ne hamen madad Kiya hai vaise ham kisi aur Ko kar sakte hain. anpadh vyakti samaj Mein kuchh purani ke saman hai yah bahut kam log nahin mante hain lekin bahut hi Bhari Matra Mein log UN per vyaktiyon ko is samaj mein Rahane ki ijaajat nahin dete Aisa kyon hai sabko ek barabar Shiksha min li chahiye
I will hope that it helps you to solve your issue