anekta mein ekta par suvichar [ CAN I GET THE ANSWER AS SOON AS POSSIBLE BCZ I HAVE TO SUBMIT IT TOMORROW ]
Answers
Answered by
1
jaisa ki ham sab jante hain, bharat vividhtao ka desh hai ,yahan har rajya ki apni ek alag bhasa hai ,sanskriti hai ,tyohar hai .yahan Hindu ,Muslim ,Sikh ,isai sab rhte hain,phir v sabme ekta ki bhawna hai .yahan har jagah ki apni ek alag manyataye hain ,lekin phir v sab ek dusre Ke tyohar ko ek saath mil Ke manate hain.yahan sabko saman adhikar diya gya hai ,koi v yahan bara or koi v chhota nhi hai. ham sabko kv v kisi se bhedbhaw nhi karna chahiye .yahan sab ek hain or itni differences Ke baad v ham sab ek hain ,or sayad ek rhenge .
armaanian:
thnk u
Similar questions