Hindi, asked by YLS8, 1 year ago

ANSWER IN HINDI . SHARE U R OWN EXPERIENCE . NO SPAMMING WHO WILL ANSWER NICELY. I WILL MARK BRAINLIST.
NO SPAMMING

Attachments:

Answers

Answered by rk6611981
1
ye eng m mai likh rhi hun convert kar lena
Maine mele bazaro me kai karigar ko dekha hai murti , ghara, aadi banate hue. kabhi kabhi mujhe bhi miti se tarah tarah ki chise banane ki icha hoti hai. vo hamesa miti se kuch naya banate hai aur sundar rang bhi dete hai . kabhi ve bhagwan ki murti banate hai aur kabhi vah sundar diye, ghare banakar bhejte . jab mai ghare ke charkre m banete dekhti hun to mujhe andar se santi milti hai . mai kabhi kabhi ghar ke bagiche me jakar miti se naye naye aakaar banati hun . sach me miti ki khusbhu me jaadoo hota hai jab vah mahakta hai to lagta hai ki ek nayi janat par pahunch jate hai. par aaj kal to moam, plastic aadi se bante hai . hame jadatar miti se bane saman lena chahiye jise ghar me shuddhata aati hai.
hope ye tmhari madadar sabit hogi.
and sorry for english words.
Similar questions
Math, 1 year ago