Hindi, asked by anushkajatran14, 8 months ago

answer these questions fast​

Attachments:

Answers

Answered by TwilightShine
9

Answer:

1) Hanuman ne Bhim ko aashirvaad diya aur yah kaha ki wah apni shakti par kabhi abhiman na kare...

2) Duryodhan van mei jaakar yah dekhna chahte the ki Pandava kaha chupe hai taaki vah unka peecha karna unka agyatvaas bhang kar sake..

3) Duryodhan ne maharshi Durvasa se yah vardan maanga ki jis tarah wah unke atithi hue uski prakar wah Yudhishtir ke bhi atithi bane...

4) Yudhishtir chintit isliye ho gaye kyuki Draupadi ke paas brahmano ka paet bharne ke liye paryapt bhojan nhi tha...

5) Yudhishtir ne sabse pehle Nakul ko pani lane kaha tha aur wah paas ke ek taalab mei paani lene gaya tha jaha dharmraj upasthit the...

6) Sansar mei sabse bada aashcharya yah hai ki har din kitne log marte hai, fir bhi sab anant kaal tak jeena chahte hai...

Hope it helps! :)

Similar questions