Anuchchhed lekhan samajik samanta
Answers
Answer:
aajkal samaj mein Samanta nahin rah gai hai samaj mein chote bade Garib Amir ka bhedbhav hone laga hai yahan tak ki log paise se bhi bhedbhav karte Hain jiske paas Paisa hai usse hi mulakat rakhte Hain vah kahate Hain Na na ki Garib se to log pass ka rishta bhi chupate hain lekin Amir se dur ka rishta bhi badha Chadha kar batate Hailekin ham log Kanoon ki najron mein ek saman hai Kanoon kisi mein bhi bhedbhav nahin karta Kanoon hamen hamare barabar ke Adhikar pradan karta hai hai Kanoon ke dwara sabhi ko saman Saja di jaati hai agar kisi Ko nyaay dilana Ho to bhi vah piche nahin hata chahe Garib Ho Amir Ho Chhota Ho bada chahe vah Jaat ho Thakur Ho Shekhawat ho ya jo bhi ho Kanoon ki najron mein sab saman hote Hain ham sabhi ko Samanta ka Adhikar hai samaj ke logon Ko bhi samajhna chahie ki vah sab ek hai ya nahin ki samaj mein tum bada hai to Chhota hai sabhi ko miljul kar bhai se rahana chahie